इन्सान कहाँ रहते हैं,
कोई तो बताओ.
ये जो दिखते हैं वो तो,
माटी के हैं पुतले.
इनमें ईमान कहाँ होता है,
कोई तो बताओ.
बंद ऑंखें भी हैं चुप,
खुली ऑंखें भी हैं चुप.
इनमें जुबान कहाँ होती है,
कोई तो बताओ.
दिलों में जिनके नफरत,
हाथों में मशीनी हरकत.
उनमें जज्बात कहाँ होता है,
कोई तो बताओ.
जिनका जीवन ही हो पैसा,
जिनके लिए मौत भी है सौदा.
उनमें aभगवान् कहाँ रहता है,
कोई तो बताओ.
---------
पूनम
7 टिप्पणियां:
rear poonam mam,.
pichle dinon mumbai me jo juch bhi hua uska dukh sabhi ko hai...or aapne apne is dukh ko bakhoobi present kiya hai....aapki kaviya me jo baat ki likhi hai vo shat pratishat such hai....aaj ke samaj me vyapt corruption ka kala chittha aapne bakhoobi portray kiya hai....or ye panktiyaan sirf in aatankvaadiyon ke liye hi nahi hain...ye un political figures ke liye hain jinke haath me hamare desh ki baagdore hai...jo hamare desh ko nai oonchaaiyaan dene ka vada karte hain or apne aap ko LEADERS kehte hain....ab desh ka bhala to ye baad me karenge..pehle apne liye sufficient esho-aaram waali jindagi ki vyavastha to kar le....khair.....ye to lamba mudda hai....khichta hi jayega..sirf hamare ya aapke kehne bhar se is desh ka kuch nahi hone wala...fir bhi is kshetra me apne prayaas aap zaari rakhiye...ho sakta hai isi se kuch bhala ho...or vaise bhi...KOI BHI DESH PERFECT NAHI HOTA..USE PERFECT BANANA PADTA HAI...to chaliye apne prayason se hum bhi milkar ek naye india ka sapna dekhen.....
with lodsss of wishess.....
poonam aap maere blog par aayee aur aap nae maeri kavitaao ko sarhaa iskae liyae thanks
aap please apna profile pura karey aur usmae apna email daale takii jyadaa log aap ko padh sakey
aur blog agreegator par register karaaye
aap mujse freelancetextiledesigner@gmail.com per sampark kar saktee haen
mae group blogs ki moderator bhi hun aur aap ko sadsy banaana chatee hun so apna email id dae
Dear Mam, thank you for posting such realistic poems. Your writings really touch the very chords of our heart and create a lasting impression on readers' mind. Good Work. Hope to see some more touching work.
The prose is as true to the heart as it is to the present bleak scenario of our nation. Good work..
MAM APNE SACH LIKA HAI.
AAJ KE JMANE ME KO INSAN HAI KON HEWAAN HAI PTA KARNA MUSKIL HAI. . , . . . . JAI HIND JAI BHARAT
bhagwan wahan hota hai jahan a hum nahin hot e jahan a hum hot e hain wahan bhagwan nahin hota ek nirdayi daku ke man men bhi bhagwan hota hai jarurat hai use samajhane ki ek garib ke ansu men bhi bhagwan hota hai priyatama ki sanso men bhi bhagwan hota hai.
jin khoja tin pahiya gahare pani paith meria bhi kuchh rachanaen hain jinhen janane ke liye call me 9636657828
एक टिप्पणी भेजें